Beautiful Pieces Of Shayari By Faiz Ahmad Faiz

Faiz Ahmad Faiz MBENI (Urduفَیض احمد فَیض ‎), (13 February 1911 – 20 November 1984) was a Pakistani Marxist, poet, and author in Urdu. He was one of the most celebrated writers of the Urdu language in Pakistan. Outside literature, he has been described as "a man of wide experience" having been a teacher, an army officer, a journalist, a trade unionist and a broadcaster. 


कुछ इश्क़ किया कुछ काम किया
वो लोग बहुत ख़ुश-क़िस्मत थे
जो इश्क़ को काम समझते थे
या काम से आशिक़ी करते थे
हम जीते-जी मसरूफ़ रहे
कुछ इश्क़ किया कुछ काम किया
काम इश्क़ के आड़े आता रहा
और इश्क़ से काम उलझता रहा
फिर आख़िर तंग आ कर हम ने
दोनों को अधूरा छोड़ दिया

mujh se pahlī mohabbat mirī mahbūb na maañg
maiñ ne samjhā thā ki hai to daraḳhshāñ hai hayāt
terā ġham hai to ġham-e-dahr jhagḌā kyā hai
terī sūrat se hai aalam meñ bahāroñ ko sabāt
terī āñkhoñ ke sivā duniyā meñ rakkhā kyā hai
jo mil jaa.e to taqdīr nigūñ ho jaa.e
yuuñ na thā maiñ ne faqat chāhā thā yuuñ ho jaa.e
aur bhī dukh haiñ zamāne meñ mohabbat ke sivā
rāhateñ aur bhī haiñ vasl rāhat ke sivā .

bol ki lab āzād haiñ tere
bol zabāñ ab tak terī hai
terā sutvāñ jism hai terā
bol ki jaañ ab tak terī hai
dekh ki āhan-gar dukāñ meñ
tund haiñ sho.ale surḳh hai aahan
khulne lage qufloñ ke dahāne
phailā har ik zanjīr dāman
bol ye thoḌā vaqt bahut hai
jism o zabāñ maut se pahle
bol ki sach zinda hai ab tak

Comments

Popular posts from this blog

Jag Niwas

Rabba Ho - Saieen Zahoor The Sufi musician from Pakistan.

Maktub - it is written